Total Pageviews

Dec 30, 2011

MooN


To give relief to these penalties,
I split the front and the soul,
I've been looking at the moon
through the thin acacias.
the moon is something that suffers,
between a divine halo of silver;
there is something you kiss your eyes
and dry, crying, tears.
I do not know what's the moon,
petting, sleeping and calming
and looking in silence at the surrender,
Santa with huge properties.
and tonight, I suffer and I think
free of the meat to my soul,
I've been looking at the moon,
through the thin acacias.

Dec 7, 2011

*Har ibteda se pehle har inteha ke baad,

* * *Har ibteda se pehle har inteha ke baad, "ZAAT-E-NABI buland hai "ZAAT-E-KHUDA" ke baad, Dunya main ehtraam ke qabil hain jitne log, Main sab ko manta hun magar ,"MUHAMMAD-MUSTAFA{sall’Allaahu ta’aalaa alaihi wa’sallam} ke baad..*


Dec 5, 2011

MAAH E MUHARRAM ME MASNOON KAAM


MAAH E MUHARRAM ME MASNOON KAAM:
Bismillahirrahmanirraheem


MAAH E MUHARRAM ME MASNOON KAAM:


muharram me masnoon amal sirf roze(fast) hain


hadith me ramzaan ke elawa nafli rozon me muharram ke rozon ko sabse bahtar qaraar diya gaya hai


"ramzaan ke baad, sabse bahtar roze, allah ke mahine, muharram ke hai"


(sahih muslim al siyaam baab fazl som al muharram 1163)


10 MUHARRAM KE ROZE KE FAZILAT:




"10 Muharram ke roze ki hadith me yah fazilat aayi hai ki yah ek saal pahle ka kaffara hai"


(sahih muslim 1162)


is din nabi akram sallalaho alaihi wasallam(p.b.u.h) bhi khaas roza rakhte they (targheeb) phir nabi akram sallalaho alaihi wasallam(p.b.u.h) ke ilm me yah baad aayi ki yahoodi bhi is baat ki khushi me ki 10 muharram ke din hz musa as ko fir'aun se nijaat mili thi, roza rakhte hai to nabi akram sallalaho alaihi wasallam(p.b.u.h) ne farmaya ki ashura(10 muharram) ka roza to zaroor rakho lekin yahudion ka khilafat bhi karo ki Ki uske baad ya usse pahle ek roza aur saath mila liya karo, 9,10 muharram ya 10,11 muharram ka roza rakha karo


(musnad ahmad 2104, majmua al zawaid 3/434)


ek aur hadith me hai ki jab nabi akram sallalaho alaihi wasallam(p.b.u.h) ne ashoore ka roza rakha aur musalmano ko bhi us din ka roza rakhne ka huqm diya to sahaba ne aap ko batlaaya ki yah din to aisa hai jisa ahteraam yahud wa nasaara bhi karte hain to is par nabi akram sallalaho alaihi wasallam(p.b.u.h) ne farmaya


" agar main agle saal zinda raha to 9wi muharram ka roza (bhi) rakhunga"


lekin agla muharram aane se pahle hi aap allah ko pyaare gaye


nabi akram sallalaho alaihi wasallam(p.b.u.h)


EK ZAROORI KHULAASA:


Kuch ulema kahte hain " main 9wi muharram ka roza rakhunga" ka matlab hai ki sirf muharram ki 9 tareekh ka roza rakhunga yani 10 muharram ka roza nahi, balki uski jagah 9 muharram ka roza rakhunga,


isliye we kahte hai ki ab Sirf 9 muharram ka ek roza rakhna masnoon amal hai, 10 muharram ka roza rakhna bhi sahih nahi aur 10 muharram ke saath 9 muharram ka roza milaakar rakhna bhi sunnat nahi,balki ab sunnat sirf 9 muharram ka ek roza hai !


LEKIN YAH RAAYE SAHI NAHI


nabi akram sallalaho alaihi wasallam(p.b.u.h) KE farman ka matlab hai ki main 10 muharram ke saath 9 muharram ka roza bhi rakhunga, isliye hamne translation me " bhi" ka ijaafa kiya hai, kyonki 10 muharram ka roza to aap ne hz musa as ke nijaat paane ki khushi me rakha tha, is hisab se 10 muharram ke roze ki manaahi to pakki hai, lekin yahudion ki khilafat(againsed) ke liye aapne uske saath 9 muharram ka roza rakhne ki tamanna zaahir ki jis par amal karne ka mauqa aapko nahi mila, kuch dusri riwayat me bhi is baat ki taeed hoti hai, isiliye saahib e mir'aat maulaana obaidullah rahmani mubarakpuri, imam ibne qayyim aur hafiz ibne hajar rh ne isi matlab ko zyada Sahih aur raajeh qaraar diya hai

Dec 3, 2011

Urasool


Quran



قرآن

عمل کی کتاب تھی، وظیفوں کی کتاب بنا دیا

سمجھنے کی کتاب تھی، پڑھنے کی کتاب بنا دیا

زندوں کا دستور تھا، مُردوں کا منشور بنا دیا

انقلاب کی کتاب تھی، صرف ثواب کی کتاب بنا دیا

جو علم کی کتاب تھی، اُسے لا علموں کے ہاتھ تھما دیا

تسخیرِ کائنات کا درس دینے آئی تھی،
صرف مدرسوں کا نصاب بنا دیا

مُردہ قوموں کو زندہ کرنے آئی تھی،



مُردوں کو بخشوانے پر لگا دیا۔


Ap kiya kahtay hain?

Muharam-ul-Haram

(AqWaL) HAZRAT ALI (Razi Allah Tala Anho)


  1. Tum Kisi Ko Chaho Or Woh Tumain Thukra Day To Yah Us Ke Bad Nasibi Hai. Or Us K Bad tum us ko Zabardasti Apnana Chaho To Yah Tumheray Nafs Ki Zillat hy.
    1. Tum Gulab Ka Phool Ban Jao q kay Yah Phool Us Kay Hathoon main bhi KUSHBU chor jata hai jo issay masal k phenk deta hy.  
  2. Din ko rizk ki talash karo or raat ko usay talash karo jo tumhai rizk deta hy
  3. Yeh zindagi 2 din ki hai 1 din tumharay haq mai aur 1 din tumharay mukhaalif Jis din tumharay haq mai ho us din ghuroor mat kerna aur jis din tumharay mukhaalif ho us din sabr karna.
  4. Tum acha karo aur zamana bura samjhay , yeh tumharay haq mai behter hai bajaye is k tum bura karo aur zamana tum ko acha samjhay.
  5. Lambi umeedoon se perhaiz kia karo, kyon k yeh dosri naimtoon ko Tumhari nazar mai haqeer bana deti hain aur tum unki shukar guzari nahi kertay.
  6. Jub tum dunya ki muflisi se tung aajao aur rizq ka koi rasta na niklay Tu sadqa de ker ALLAH se tijarat karo.
  7. Apnay dushman ko hazar mouqa do k woh tumara dost ban jaye. LEKIN apna dost ko 1 bhi moqa na do k woh tumara dushman ban jaiy.
  8. Barish ka Qatra Seepi or Sanp dono kay Munah mein girta hai Jab keh Sanp ussay Zehar bana deta hai aur Seep Usay Moti. Jis ka jaisa "Zarf" waisi Uss ki "Takhleeq"
  9. Duniya Tumhain Us Waqt Tak Nahi Hara Sakti Jab Tak Tum Khud Se Na Haar Jao.
  10. Jo Dukh day Us se Taluq na rakho aur jis se Taluq na rakho usay dukh na do.
  11. Insan Gunah Kerne Ki Waja Se Jahanum Mein Nhi Jata Bal Keh Gunah Per Mutmaen Rehny Aur Tauba Na Krney Ki Waja Se Jahanum Mein Jata Hy.
  12. Jo tumhain khushi mein yad aaiy, samjho tum us se muhabbat kartey ho or jo tumhain gham mein yad aaiy to samjho woh tum se muhabbat kerta hay
  13. Acha Dost Kitni Dafa he kyon na rothay usay mana lena chahyay kyon k Tasbeeh k danay kitni dafa he kyon na bikhrein ikathay ker liyay jatay hain
  14. Koi mumlikat Kufer ke saath to chal sakti hai magar na insaafi ke saath nahi
  15. Main ne Allah Ko apney iraadon ke totney se pehchana hay
  16. Jab mere dua qabool hoti hai to mujhe khushi hoti hai ke Allah ne mere dua pori ki. Aur jab mere dua radd hojati hai to mujhey aur bhi zayada khushi hoti hai ke ye mere Allah ki marzi nahi
  17. Tumhari woh khamoshi jis ke baad tum se baat karney ki khawahish paida ho jaiey, tumharey uss kalam sey behtar hay jis ke baad tum ko khamosh ker diya jaiy.
  18. Khoobsorati kaproun se nahe ilm o adab se hoti hay
  19. Her shakhas ki qeemat woh hunar hay jo us ke ander hay
  20. Woh Gunah jis ka tumhein ranj ho Allah Tala k nazdik us neki se behtar hy ji se tum mein ghuroor paida ho jaiy.
  21. Ikhtiar, Taqat Aur Dolat Milney Per Log Badaltay Nahi, Balkeh Be-Naqab Hotey Hain
  22. Dolat Mitti ki tarhan hy aur mitti ko pair k niche rehna chahyay. Agar Sir pe charhao gay to Qabar Ban jaiy gi Aur Qabar zinda Insano k liye Nhe hoti...
  23. Sab se bari khayanat apni Qaum se Ghaddari hay
  24. Gunah Jawan ka bhi bad hy magar borhay ka bad tar hay
  25. Azaadi ki hifazat na kernay wala Ghulami mien griftaar h jata hay
  26. Insan Dukh nahe detay, Insano se Wabasta Umeedein dukh deti hain
  27. Agar Tum kisi ko chota dekh rahay ho to ya usay door se dekh rahay ho ya gharoor se
  28. Jab Tum dunya ki Muflisi se tang aa jao aur Rizaq ka koi rasta na niklay to Sadqa day ker Allah se tajaarat kiya kero.
  29. Agar Tum Seedhay rastay pe ho aur kisi Mushkil ka samna nahe ker rahay to kuch dair k liyay socho k kahin tum kuch ghalt to nahe ker rahay kyon k seedha rasta to mushkilaat se bhar pur hota hy
  30. Tabeyat ki Narmi aur Sakhawat, insan ko Dushmnon k dilon main b Mehboob bana deti hai
  31. AY ALLAH PAK, jab maine tujh se nahi manga tab bhi tu ne mujhe ataa kiya ... tou ye kaise mumkin hai k main tujh se mangon or tu ataa na kare
  32. Agar kisi ka BANNA chatay ho to puri HAQEQAT se ban jao… Warna,apni Zaat mein aisi HAQIQAT peda kar lo k,koi HAQIQAT main tumhara ban jaye.
  33. Insan ka apne Dushman s inteqam ka sb sy acha tariqa ye he k wo apni khobiyon mein izafa kary.
  34. Ager kisi ka zaraf azmana ho to usko ziada izat do. Woh alaa zaraf hua to ap ko aur izat day ga aur kam zaraf hua to khud ko AALA ZARAF samjhey ga.
  35. "Bura Dost Aag Ki Manind Hy" "Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega" "Or Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega"
  36. Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota hon k is main meri marzi hai aur Jub kabol na ho tu mein aur khus hota hon k ye ALLAh ki marzi hai 
  37. Allah k nazdek sab say ziada gunah gar chez jhoot bolnay wali zuban he.
  38. Main Jannat K Shouq Main ebadat Nahe Kerta....K Yeh Ebadat Nahe Tijarat Hay:Main Dozakh K Khoof Say Ebadat Nahe Kerta,K yeh Ebadat Nahe Ghulami Hai...Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon...K Mera RuB ebadat K Qabil Hai....... 
  39. Bay shak dunya or akhrat ki misal aisay hy jaisay 1 shaks ki 2 wifes hon 1 ko razi karta hay to dosri roth jati ha
  40. Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he Jo DOST ko HAASIL karne me Naakaam ho Aur us se bhi Zyada Kamzor Wo hy Jo Haath aaiy howe DOST ko ganwa dy
  41. 2 cheezein saari zindagi kaam ayengi, 1 Ghussay ki halat mein koi faisla mat karo! 2 Khushi ki haalat mein koi wada mat kro!
  42. Insaan Bhi kitna Ajeeb Hy, Jab kisi Cheez se Darta Hy to Us se Dour Bhagta Hy. Jab ALLAH Sy Darta Hy to Us k Or Qreeb Ho Jata Hy..
  43. Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo Q K Agar tu Tang-dast huwa to ye tujhe Chorh Denge Or agar to Dolat-mand huwa to Tujh se Hasad karen gay
  44. "Yeh na socho k ALLAH dua foran qabool kyun nahi karta, yeh shukar karo k ALLAH hamaray gunaahon ki saza foran nahi deta..."
  45. kisi ki madad kartay waqt us k chehray ki janib mat daikho, ho sakta hay us ki sharminda ankhain tumharay dil main gharur ka beej bo dain.
  46. 4 Batain Ilm Ka Nichor Hain,
1.) ALlah Ki Itni Ebadat Karo Jitni Tumhain ALLAH Ki Zaroret Hay.
2.) ALlah Ki Nafermani Itni Karo Jitna Allah K Azaab Per Saber Ker Saktey Ho..
3.) Dunya K Liye Itna Amal KAro Jitna K Tumhain Dunya Mian Rehna Hai,,
4.) Aakhrat K Liye Itna AMal Karo Jitna K Tmhain Wahan Rehna Hain....!!! 

49. Aik Shakhs Ne Hazrat ALI R.A Sey Poocha, 
Q: Qarib Kya Hai?
A: Qyamat
Q: Or Qareeb Ter?
A: Maut
Q: Ajeeb Kya HAi?
A: Duniya
Q: Aur Ajeeb Tar?
A: Talib-e-Duniya
Q: Wajib Kya Hai?
A; Toba
Q: Or Wajib Tar?
A: Gunah K Forun Bad Toba
Q: Mushkil Kya Hai?
A: Qaber Mein Utrna
Q: Or Mushkil Tar?
A: Amal K Bagair Utrna

50. Kisi ne Hazrat ALI R.A se poocha:
"Dost aur bhai main kya farq hai?"

Aap ne farmaya:
"Bhai sona (Gold) hai aur dost heera (Diamond) hai."

Us aadmi ne kaha:
"Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyon tashbeeh di?"

To aap ne farmaya: "Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke heeray main aik darar aa jaiy to woh kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta.'

Asslam o Alaikum
 HAZRAT ALI (Razi Allah Tala Anho)

Dec 2, 2011

Farhan Ali Qadri-Abum-ya shaheed karbala-naat

http://www.youtube.com/watch?v=ML_kvbnixO4

‎*.....گزر جاتا ہے سارا سال یوں تو....*
*........نہیں کٹتا مگر تنہا دسمبر......*
.................................




Kash!!!

Kisi udaas mosam mein...
Meri ankhon pe rakh de WO hath apne...!!

... Aur chupke se keh de mere kanon mein...
.
.
Pehchan lo to HUM tumhare...

Na pehchano to TUM hmare...!! ♥ ♥.
...................................




True Lines ... ♥

A person who irritates you . . 
is always the one who loves you very much bt fails to express it ...! ^.^
...................................

Attraction is the temporary Love.
But....
Love is the permanent attraction..
.....................................
Best way to live your life..
Headphone in the Ear.
Volume up.

and
.
.
.
.
.
.
Just ignore the world.:p
...............................

Don't axpect a perfact love from any one your close ones.......... Just show them what it Is...........
............
Rain is not only drop of water.
It is the love of sky for earth
they never meet each other but send love this Way.
.................

Si-si...



La historia en un graffiti


La-historia-en-un-graffiti

Najaf: Ali Bin abi Taleb Shrine is the third holiest for the Shi'a (or Shiite) Islam after Mecca and Medina. It is followed by the Mosques in nearby Karbala where Ali's younger son Hussein and family were massacred by the Omayyad in the battle of Karbala in 680 AD 

Iraq has been at the very center of the world news scene for all the wrong reasons. An artificial war in a country with artificially drawn borders by colonial powers. The land of Iraq is as historic as it gets and very few spots on earth can claim so much credit in the development of Human History and Civilization. The fertile lowland is richly watered by the rivers Euphrates and Tigris, and the "land between the rivers" is what was called Mesopotamia. Assyria, Babylon, Nineveh, Ur, Sumer are all household names of the past, but few realize that since the 7th century Iraq has always taken a center stage in all the events shaping the early days of Islam as a religion and as an empire. This is why Baghdad, Karbala, Najaf, Kufa and Samarra are hugely important.  Islam was shaped in the Arabian Peninsula but it was in Iraq that major events took place and shaped the Muslim world in the 7th century and on. 


Little has changed since since these early days and Iraq is still the dangerous fault line that has shaped Arab and Islam cultures for two main distinctive reasons:
Iraq is the easternmost "frontier" of the Arabic world , east of which Iran, Afghanistan, Pakistan etc. are mostly Muslim but not Arab, while the north is mostly Turkic and historically Armenian. Iraq also represents the tricky "fault line" and bloody rivalry between the Sunni and the Shi'a branches of Islam. Sunnis or "mainstream" Muslims may well represent around 80% of Islam, but in Iraq the Arab Shi'a form a clear majority and interestingly share that belief with their neighboring Iranians. Since colonial times and until the Saddam era the minority Sunnis were in firm control of the country, but George W. Bush put the Shi'a in the driving seat in Baghdad. This Shi'a led government does not bode well with most of the Sunni governments from Saudi Arabia to Egypt and beyond (see the map below).




Sunni-Shi'a schism: The Islamic world is predominantly of the Sunni sect divided into 4 major legal traditions. The population in Persian Gulf region are often Sh'ia, mostly Itna'ashari "Twelvers". Globally, the Shi'a account for an estimated 15-20 percent of the Muslim population, but they dominate the population of Iran, compose a majority in Iraq, and are significant minorities in other nations, including Saudi Arabia, Lebanon, Pakistan, and Syria.  (C.I.A. World Fact book and Operation Reveille Map). 







But how come Iraq is so different from most of its Arab neighbors and has a Shi'a Arab majority? And how come all the major Shi'a shrines are all in Iraq? The answers are of course embedded in history. We shall try to explain the circumstances and present the major shrines within the Iraq and their significance.

Upon the Death of Prophet Muhammad (632 AD), the Muslim leadership was confronted with major headaches, plots and imbroglio regarding the succession to the Caliph role. By all accounts, Mohamed was an absolute genius: Not only he founded a new and major monotheistic religion but he also created a very successful military and political entity that grew from nothing to a majestic empire within a few decades. Muhammad was a unique personality and choosing a successor naturally proved to be very difficult, divisive and a bloody affair that unfortunately continues to this day. Any Caliph succeeding Mohamed had to be the real leader of the mushrooming Empire and religion, having all the powers held by Mohamed himself except the Prophecy. But choosing the successors proved catastrophic for the unity of the ranks.



Still hurting after all these years: Tears for the Shi'a Imam Hussein martyrdom in Karbala (680 AD). The bandanna reads "Allah and Hussein", while green is seen as the color of Islam. These kind of "populist" posters seem to be less widespread in Sunni societies.


The first four Rashidun (righteously guided) Caliphs that succeeded Muhammad were:  

-Abu Bakr As Siddiq: (632-634 A.D: Mohamed's father in law, expanded the Muslim empire to Syria and Iraq and confronted the Byzantines and the Persian Sassanids. He consolidated the Koran. He died of illness. Shi'a do not hold him in high esteem because he was chosen over Ali despite all his incredible credentials and qualities.
-Umar ibn al Khattab (634-644 A.D.): Expanded the Muslim Empire by ruling over Sassanid Persia and to modern Libya. He was  a great political and military leader but almost hated by the Shia for his fierce opposition to Ali. Umar was decisive and even could afford to dismiss the Arab military genius Khalid bin Waleed who had spearheaded most of the military expansion of the new empire without ever being defeated. Umar was assassinated by the a Persian while praying in Medina. 



Uthman Ibn Affan, Third Caliph, a hate figure for the Shi'a because of his supposed fierce opposition to Ali and his Omayyad lineage.

-Uthman ibn Affan (644-656 A.D.)Married to Muhammad's daughter Ruqayya, he was a member of the Omayyad clan and reputedly the Fourth person to convert to Islam. Under his reign the Muslim empire reached all the way to Morocco and Afghanistan. He was assassinated in Medina and buried in the famous Jannat al Baqi cemetery destroyed by the Saudis (see details below)

-Ali ibn abi Taleb (656-661 A.D.). Fourth caliph for the Sunni but first imam for the Shi'a.  He too was an exceptional man, married to Muhammad's daughter Fatima al-Zahra from his first wife Khadija and his father was an uncle to the Prophet. Ali is considered as the first person to have converted to the new religion revealed my his uncle and he was also reputedly the only person being born in the Holy Ka'aba in Mecca (which was a pagan shrine at the time).  Ali was a great narrator and military leader. Ali’s appointment as Caliph accelerated the internal struggles and caused a civil war and a major schism in Islam. Ali was challenged on multiple fronts and fought several battles against his rivals within the Muslim hierarchy. He was finally assassinated by his enemies in 658 in Kufa and his murder brought to end what was known as the era of the “righteously guided caliphs”. Ali’s supporters accepted his son Hassan (and later his other son Hussein) as caliph, however the majority rallied behind Ali’s opponent Abi Sufyan, a kinsman of Uthman who founded the Omayyad dynasty in Damascus. 





Ali's legendary double edged sword called the Zulficar Ali. (Note that Pakistan's ex-prime minister and Benazir's father was named Zulficar Ali.) This is a replica sword sold as an expensive gift for those who can afford the extra protection it provides!

It is to note that the first four Caliphs were very close friends and relatives of the Prophet and they were chosen by a collegial decisions or consensus based on "merit" and value. However this system was rejected by the followers of Ali bin abi Taleb who felt that Ali must have been the automatic and obvious choice to succeed his Father-in-Law and Cousin Muhammad.  Ali did not openly fight the nomination of the preceding three Caliphs and waited for his turn, but he was obviously irritated and rejected the notion of "consensus". For Ali and his followers the Prophet's family ties were overwhelming and therefore other means or criteria to choose  successors were simply invalid. Shi'a firmly believe that Ali and all his descendants (known collectively as the Ahlul Bayt, or the Household) must have had absolute priority to rule as Caliphs. But it was not to be.

Shi'a Islam has several branches, the largest of which is the "Twelvers", and they share a lot with the Sunnis but disagree as far as legal opinions, texts and Words attributed to the Prophet etc. Other groups of Shi'a exist as well such as the "Ismai'li" and the "Zaidi", who in their turn disagree with the Twelvers over lines of successors and the lineage of Imams following Ali.


Shi'a Imams: Likenesses of Ali bin abi Taleb and his son Hussein.

The death of Ali did ot put an end to the ugly infighting. Ali's son Hussein had participated in his father's effort to succeed Muhammad and when his father died his older brother Hassan and another claimant, Muawiyah, fought for Ali's position. Muawiyah reinforced his position as a leader when Hassan abdicated and agreed to go on a forced retirement to Medina, and Hussein did not object. However, when Muawiyah sought to name his son Yazid as his successor, which would create the Omayyad dynasty, Hussein became the leader of an anti-Yazid movement and left Mecca for Kufa. While stopped at Karbala, 4,000 men from Yazid's army arrived, cut off Hussein's access to water and food, and ordered him to acknowledge Yazid's authority. Hussein and 72 followers refused and were massacred. Hussein's head was taken to Damascus to be displayed before Yazid (680 AD).  

Only Hussein’s ill son Ali ibn Hussein (a.k.a. Zayn al-‘Abidīn) survived of the Imam’s male relatives and companions. His sister, Sayyida Zaynab, and his daughters were among the survivors of his band. They were all taken back in chains to Damascus in Syria, the stronghold and capital of Omayyad power of Mu'awiya. The victims were were buried in Karbala. The shrine was erected over the graves,  and since then the Shia celebrate Ashura, the annual holiday marking the anniversary of Hussein's death.


Sufi orders like these whirling dervishes can be both Sunni or Shi'a in essence, but most of them trace their origin to Ali bin abi Taleb as their original spiritual guide on top of their original teacher like Jajal-ul-din Rumi of the Mawlawiya sufi mystics order  (Photo imageshack/skyscrapercity.com)

After consolidating their power, the Omayyad completely transferred the power center of the Muslim Empire from Mecca to Damascus and continued what is now known as the Sunni Islam lineage. The followers of Ali and his sons Hassan and Hussein and the subsequent Mahdi (Shi'a) were left in the minority and militarily beaten, but continued to believe in the justness of their their struggle. Therefore the Ali lineage continued through his sons Hassan and Hussein and 9 other Imams until the "disappearance" of the twelfth Imam called Al-Mahdi from the Iraqi city of  Samarra. The disappeared Imam is expected to come back. It is obvious that the Iraqi territory was the theater of the major schism that occurred between the early Muslim factions and therefore it is easy to understand why all the major Shi'a shrines are situated in Iraq or in Syria where the family members of the Karbala massacre were taken after Hussein's death. 


Karbala:


The battle of Karbala occurred on October 10, 680 AD when the Omayyad Yazid ibn Muawiya massacred Ali’s son Hussein and 72 of his family and companions. The city has since been central to The Shi'a sect. The modern city of Karbala includes the Mosques dedicated to Imam Hussein (the Third Imam of the Shi'a) as well as the mosque in honor of his brother Abbas ibn Ali. The two mosques are very close and linked with a large public space. Karbala is therefore the fourth holiest site for the Shi'a after mecca, Medina and Najaf, where millions of pilgrims converge to the city for the commemoration of the battle during the Ashura (see photos below). Many hope to die and get buried right there and not return home!



Karbala, Imam Hussein Shrine:  Free for the first time in decades to worship openly, these exhausted Shi'a Muslim pilgrims crawl into the shrine. The Shi'a were powerless under Saddam and predominately poor, but now find themselves major players on the world stage often at odds with the U.S.A. They are  a diverse people who's beliefs range from the radical to the progressive. (photo/caption Mattmoyer.com)

Karbala of course has been an alien "concept" and philosophy to some Sunnis, and these shrines have been so many times destroyed and rebuilt. In 1802 the Sunni Wahhabi (forefathers of modern Saudi Arabia) attacked the city and demolished everything they could, trying to wipe out the Shi'a sacred shrines. Radical Sunnis consider Shi'a not much more than shameless heretics and enemies of "true Islam" as they understand it. After the fall of Saddam Hussein, Karbala did find a revival of Shi'a religious traditions and expressions, but the Sunni al-Qaeda linked zealot groups carried deadly bomb attacks against the pilgrims in 2004 and 2007, killing dozens of innocents. Karbala has also been the scene of armed uprisings against the US led forces occupying Iraq.


Karbala: Imam Hussein Shrine: millions of Shi'a across the region mark the climax of the 10-day Ashura rites mourning Imam Hussein's slaying in 680 A.D., entrenching the deep schism between the Shi'a followers and the majority Sunnis. These Shia rites have often been the target of attacks by Sunni militants consider the Shi'a some kind of heretics. Ashura was severely curtailed under (Sunni)  Saddam Hussein, but has seen a revival since the country was occupied by a U.S.-led invasion in 2003. Millions converge to the Shi'a holy city of Karbala. The other adjacent mosque is the Abbas ibn Ali Mosque, brother of Hussein.



Aug 26, 2011

ℜαмαḓαᾔ‷ṧ Ḻαṧт ƒґї∂α¥!


HAQ' ada teri ibadat ka nahi hum se howa ,
hum rahe 'GAFLAT' mai humse hora hai tu juda,aaj ru ru kar kehta hai 'INSAAN',ALVIDA-E-MAHE-RAMADAAN ALVIDA....dunya mai noor ka chiraagh chagaya ,is jahan ke liye rehmat ka payam aagaya,murda dil ko bhi hogi dhadkan,jis zuban par HUZUR ka naam aagaya..MARHABA!!MARHABA!!THODA HAI RAMADAN phir chale jaye ga,kya pata agle saal hume phir naseeb hoga ya nahi ,aye KHUDA itni aur meher bani karde ,hum sab ke gunaah maaf karde ... AAMEEN !!





=Sahi Masla ye hai=
=Mufti Ahmed yar Khan nay irshad farmaya:Jo shaks Jumma-tul-Vida ko Zohar or Asar k darmiyan 12 rakat namaz nafil 2 2 kar k ada kary har rakat me surahfatiha k bad 1 bar ٓyatulkursi, 3 bar surah ikhlas, 1 bar surah falaq, 1 bar surah nas parhay k jis qadar namazain qaza ki hongi InshAllah inj k qaza ka sirf gunah maf ho jai ga.Note: Lakin qaza Namazain phir bhe har hal me parhni hogi.




ℜαмαḓαᾔ‷ṧ Ḻαṧт ƒґї∂α¥!

,-¤*¤-._.-¤*¤-,
( JUMMA TUL )"-.,_,VIDA,_,.-",-¤*¤-._.-¤*¤-,(* MUBARAK *)"+.,,,,.-"-.,,,,,.+" Ho.Allah pak jumma tul mubarak key sadqey hum sub key gunahoun ko maaf farmaye aur hum sub ki naik aur jaiz khwaishaat ko pura kerey ameen remember me in ur prayers..!!!Stay Blessed all


                             ღ˚ •。* ♥ ˚ ˚✰˚ ˛★* 。 ღ˛° 。* °♥ ˚ • ★ *˚ .ღ 。
                           *˛˚ღ •˚ ˚صَلُّوا عَلَى الْحَبِيْب صَلَّى اﷲُ تَعَالٰى عَلٰى مُحَمَّد. ˚ ✰
                             ღ˚ •。* ♥ ˚ ˚✰˚ ˛★* 。 ღ˛° 。* °♥ ˚ • ★ *˚ .ღ 。




Aug 25, 2011

To Kareem Hy

๑۩๑ Aay Mere RAB koi Zabt De Na jalal De,
๑۩๑ Muje Sirf itna kmal De,๑۩๑ Muje Apni Rah Me Dal De,
๑۩๑ K Zmana Meri Misal De,
๑۩๑ Teri Rehmaton ka Nazol Ho,
๑۩๑ Muje Mehnato ka Sila Mile,
๑۩๑ Muje Mal-O-Zar ki Hawis Na Ho,
๑۩๑ Muje Bas Tu Rizq-E-Halal De,
๑۩๑ Mere Zehen Me Teri Fikr Ho,
๑۩๑ Meri Sans Me Tera Zikr Ho,
๑۩๑ Tera khof Meri Nijat Ho,
๑۩๑ Sabhi khof Dil Se Nikal De,
๑۩๑ Teri Bargah Me A KHUDA,Meri Roz-O-ShabHy Yehi Dua.
๑۩๑ To RAHEEM Hy ๑۩๑
๑۩๑ To KAREEM Hy ๑۩๑

(6) bato ko apnay zimay le lo

Hazoor Akram (s.a.w.w) nay farmaya: "Musalmano! agar tum (6) bato ko apnay zimay le lo to me tumhare lie janat ki zimaidari qabool karta hu."
1)jb tum sach bolo ge.
2)jb waaida karo to usy pura karo ge.
3)jb tumhare pas amaanat rakhwai jae to us me khayaanat nhi karo ge.
4)apni nazrain hamesha neechi rakho ge.
5)zulm karny k apna hath roko ge.
6)apne jazbat par qaabo pa lo ge.

,Allah sy dua he k Allah hume ye kaam karne k toofeeq ata farmae
(ameen)

Aug 24, 2011


ALLAH Farmata Hai..

Muj'se sawal kr
K to dekh..


Bukhshish ki had na kar don to kehna.
Mere liye be'qarar ho kr to dekh..
Qarar ki had na kar'don to kehna.
Mujhy "RAB" maan kr to dekh.
Sb se be'niaz
na kar'don to kehna.
Mere khof se "ANSO" baha kr to dekh..
Mugfirat ka darya na baha don to kehna.
Sirf mera ho kar to dekh..
Har kisi ko tera na bana don to kehna.


"SUBHAN ALLAH"

DuA



آللهـــــم آنـــــك عفـــــو تحـــــب آلعفـــــو فآعـــــف عنـــــآ

.........(¯`*•.¸,¤°´'`°¤,¸.•*´¯).................
..........¸,¤°´'`°•.¸O¸.•°´'`°¤,¸.................
......|¯¯¯¯¯¯¯¯¯¯¯•.♥ •¯¯¯¯¯¯¯¯¯¯¯|......
........♥ اللهم بلغنا ليلة القدر يا كريم يا الله♥......
......|___________.♥ •.___________|......
............*´'`°¤¸¸.•'´O`'•.¸¸¤°´'`*.............
.........(_¸.•*´'`°¤¸'¸¤°´'`*•.¸_)...............

♥♥♥الصلواة والسلام عليک يارسول الله♥♥♥
♥♥♥الصلواة والسلام عليک ياحبيب الله♥♥♥

Oh ALLAH





Oh ALLAH give us the chance to see your Beautiful House ♥
(¯ `•.\\|/.•´¯)♥ ▒♥_______/)______./¯"""/')____♥
(¯ `•.\\|/.•´¯)♥ ▒♥¯¯¯¯¯¯¯¯\)¯¯¯¯¯'\_„„„„\)____♥
   ─█▀▀█─█────█────█▀▀█─█──█─♥ ♥
   ─█──█─█────█────█──█─█──█─♥ ♥
   ─█▀▀█─█────█────█▀▀█─█▀▀█─♥ ♥
   ─█──█─█▄▄▄─█▄▄▄─█──█─█──█─♥ 
(¯ `•.\\|/.•´¯)♥ ▒♥_______/)______./¯"""/')____♥
(¯ `•.\\|/.•´¯)♥ ▒♥¯¯¯¯¯¯¯¯\)¯¯¯¯¯'\_„„„„\)____♥



ஜ۩۞۩ஜஜ۩۞۩ஜஜ۩۞۩ஜஜ۩۞۩ஜஜ۩۞۩ஜஜ۩۞۩ஜ
"Hazrat Ali Radiy Allah ta'ala Anho ne Irshad frmaya:

"Ay logo! Ilim k sar chashmy,

Rat k charagh(yani raton ko jag kr Ilim hasil krne wale)bosida Libas oR pakeeza dil wale ban jao Is k sabab Aasmanon main tmhary charche honge oR zameen main tmhara zikir buland hoga_
"{book name ALLAH walon k baten jild 1 tazkirah khulfa'ay Rashdeen}

Agar Koi Tum Se Bhlai Ki Umeed Rakhay To Usy Maayus Mat Karo
Q K
Logon Ki Zruraton Ka Tum Se Wabasta Hona
Tum Par
"ALLAH" Ka Khas Karam Hai.
Hazrat Ali (r.a)


In The Name Of Allah, The Most Beneficent, The Most Merciful,

"Hazrat Ans (R.A) se ravayat ha Nabi-E-Kareem Muhammad Mustafa (S.A.W) ne Irshad farmaya:- Logo tumhare pas eysa Mahina Aya ha Jo Barri Azmat wala ha Is Mahine men jo Aik RAT ha jo AIK HAZAR Raton se Zayda Ala wa Umda ha"

(Snan ibne Maja)

"Kitne Aanso Baha Diye Hain is chaar
Din Ki Mohabbat mein.. *Ae-Dost* Kash Sajde me Bahaye Hote toh
Gunahgaar Na Rehte.."


                ஜ۩۞۩ஜஜ۩۞۩ஜஜ۩۞۩ஜஜ۩۞۩ஜஜ۩۞۩ஜஜ۩۞۩ஜ



HaDesS

Hadees: Jb tm wuzu kro to BISMILLAHI WAL-HAMDULILLAH keh lya kro jb tk tmhara wuzu baqi rahega tmhare frishty tumhare lye nekyan likhte rahenge



8 piyari batain!
1=Haya or prda wqar me izafa krta hai.
2=Hasad Dil ko tbah krta hai.
3=Olaad k liye jo b cheez ghar lao pehle Larki ko Do phir Larky ko.
4=Dunya mai subsy khatarnak GHUSSA Jawani ka hai.
......5=Kisi ka Dil Dukhanay se pehle itna zror socho k aagar ap uski jga hon to ap pr kia guzray.
6=Guftogoo Chaandi hy or Khamoshii SONA.
7=Tumhara apny Bhai se Milty waqt Muskura dena bhi SADQA hai.
8=Sirf Rab k hazoor roya kro sda sukhi raho ge..


Hazrat Muhammad (S.A.W.W) Ne ALLAH Pak Se Arz Kiya:

"Ay Mere ALLAH"




"Qayamat K Din Meri Ummat Ka Hisab Mere Spurd Kar diya Jaye,
...
Ta K Dusri Ummaton K Samne Meri Ummat Ki Rusvayi Na Ho"


ALLAH Ta'La Ne Farmaya:


"Me Chahta Houn K AAP Ki Ummat Ka Hisaab Ma Khud He Karun,


Agr Koi Lagzish Ho Tu Usko AAP Se Bhi Posheeda Rakhun,


Ta K AAP Ki Ummat Ki AAP K Samne Bhi Rusvayi Na Ho"


"ALLAH O AKBAR"





۞۩۩۞۩۩۞۩۩۞ ۩۩۞۩۩۞۩۩۞۞ ۩۩۞۩۩۞۩۩۞۩ ۩۞۩۩۞۩۩۞۞
إِنَّ اللَّهَ وَمَلٰئِكَ تَهُ يُصَلّونَ عَلَى النَّبِىِّ ۚ يٰأَيُّهَا الَّذينَ ءامَنوا صَلّوا عَلَيهِ وَسَلِّموا تَسليمًا• ۞
۞۩۩۞۩۩۞۩۩۞ ۩۩۞۩۩۞۩۩۞۞ ۩۩۞۩۩۞۩۩۞۩ ۩۞۩۩۞۩۩۞۞










JANNAT se HAWA ati hai


NAM-E-Mohammad se khushbu-e-wafa ati hai


un k ROZE se Umati Umati ki sada ati hai


Kash bethte hum Madina ki Galio Me


Kehte hain k
waha JANNAT se HAWA ati hai